









Assalam Oo Alaykum Selling realme 7 pro back conditions thori down hai lakin change nahi karwana kyn kay original hai 8/128 ek bar panel change kia hai local lcd dalwai hai is liay finger kam nahi kar raha jo jo fault thay bata diay kyn kay dhoka day kar khanay say behtar hai bhoka mar jana bachay ki wajha ghar banwa raha hon bohat loan uppar agay hai or ghar still under construction sadar market main 10 say 16 lag chukain hain thori riyaat karlonga kyn kay unko profit deny say behtar apny kisi bhai ka bhala karkay dua lon Jazak Allah
Mehfoz is a trust-first used phone marketplace. Compared to traditional classifieds, listings on Mehfoz can include:
Mehfoz helps reduce deal risk through verified sellers, optional inspection, and buyer protection on eligible deals.